Teri yad
Teri yad tadpa rahi hai.
Tujhe pas bula rahi hai.
Rone ko karta hai man par teri shrarate hsa rahi hai.
Tujh bin ab kuchh bhata nahi hai,
Ek pal ke liye bhi chain ata nahi hai. Bula raha hai tujhe dil bar-bar,
Phir kyun tu ata nahi hai.
by Poonam Maurya
|
|